"Google Play Store Par App Kaise Upload Kare" Free Me hello dosto google play store ke bare me to ap sabhi jante honge google play store kya hai or use android app kaise instal kare play store google service hai jaha par sabhi app developer apne android app ko upload karte hai agr apki koi website hai to ap bhi ban sakte hai android app developer ise pahle hamne jana tha mobile apps kaise banaye aj hum janege free me play store par apna app kaise daale play store par apna app publish karne ke liye apne pas Google Play Account hona jaruri hai is account ko banane ke liye apko 1 time 25 dollers apko pay karna hoga uske bad ap jitne cahe "App Publish" kar sakte hai par bhut se aise blogger,youtuber,student hote hai jinke pas google play account create ke liye 25 doller nahi hote aj un sabhi bhaiyo ke liye ek aisa tarika laya hun jise app free me app upload kar sakte hai
Google Play Store Kya Hai
play store google ka products hai jaha par sabhi trha ke android application apko milti hai jaise ki apps,games,books & reference,education,comics,social etc... play store har roj new application upload hoti rahti hai
Google Play Store Par App Kaise Upload Kare Free Me
➧sabse pahle My Mobile App site par jaye
➧apni website/blog ya youtube channel ko convert kare apps me
➧apni website ka url daale
➧get started button par tap kare
➧preview- apka app kaisa dikhega dekhe
➦ab ek page khulega
➧1-app ka naam daale
➧2-email address
3-password
➧4-submit kare
Kaise How App ko Download Kare
Read Also-
◾top 5 mobile screen recorder app
◾whatsapp sent message delete
◾amazon par account kaise banaye
◾top 5 android game list
Read Also-
◾top 5 mobile screen recorder app
◾whatsapp sent message delete
◾amazon par account kaise banaye
◾top 5 android game list
ab apko ek confirmation mail aya hai use apna account verification kare
ab apna my mobile app site par login kare ab apke samne dashboard aa jayega jaisa ap screen shot me dekh rahe hai ab apko 10 se 15 day ka wait karna hai jab apka apps play store par publish ho jayega tab apko mail aa jayega friends jis site ko bhi ap app bana rahe hai wo responsive honi cahiye agr ap youtuber hai to youtube channel url daale playsotre par app hone ka fayda apko extra trafic milegi jise apki earning increased hogi umeed hai ye jankari apko pasand aai and helpfull rahi agar apko koi dikat ati hai to hume apna sawal facebook par puch sakte hai
is post ko jyada se jyada Share kare Thanks Jai Hind
1 टिप्पणियाँ
Very nice & useful post
जवाब देंहटाएं