"How To Create A Website In Hindi" - How To Make A Website In Hindi Hellow dosto aj is post me apko batane wala hu free (Muft) website kaise banate hai ise pahle hamne apko Google blogger - Wordpress Platform par free me creating website in hindi Sikahaya tha aj ek platform bata raha hu jispe ap ashani se bina kisi experience ke ashani se apne liye ek muft website banana sakte hai mene first time Weebly par hi apni website banai thi weebly bhut hi frindly site hai jaha easy dark and drops site Build kar sakte hai weebly ki sabse khas bat isme apko seo ke lye alag se setting de rakhi hai Meta Tag and Meta Keyword use kar sakte hai or wordpress me jaise Plugins hote hai wese isme apko apps diye hue hai jinhe app ashani se istemal kar sakte hai free apps or kuch paid app hai ap free wale ap ko use kare apko how creating website in hindi free me to me apko weebly par site banae ko kahunga me step by steps apko hindi me bata rha hu website kaise banate hai in hindi # How To Make Website In Hindi
![]() |
How To Make Website In Hindi |
How Creating Website In Hindi - #How To Make Website In Hindi
(Steps Follow Kare)
Step -1- sabse pahle https://www.weebly.com site open kare
2- weebly home page par get started ya sign up kare
3- full name enter kare
4-apna emai address dale ( gmail par email address bana sikhe)
5-apna password dale 8 se 10 word ka
6-sign up kar de
7- agar ap cahe to facebook or google + se bhi sign up kar sakte hai
8- apne website ka template design slect kare
yaha diye gaye sabhi web site template free hai
9- use a subdomain of weebly com free
ise me apko apni website ke liye subdomain danana hai jo bhi keyword
daloge uske piche webbly.com rahega ye free hai
10- ab continue kare
11- sabse uper apko apne webste ka name dena hai ya fir apna logo uplod kar sakte hai
12- side me apke samne bhut sare option de rakhe site buid karne ke liye unko ap
easy dark and drops kar sakte hai
13- ab apni ste ko publish kare
14- verification captcha eanter kare
wordpress par free blog kaise banaye
google par website banane ka tarika hindi me
event blogging tips in hindi
blog me domain kaise lagaye
google par website banane ka tarika hindi me
event blogging tips in hindi
blog me domain kaise lagaye
creating NEW website in hindi-create new website account dosto ab apki free webste ban gai dekha bhut ashan hai webly par site bana ab ap apne business ko bhi website ke jariye online kar sakte hai
LAST WORD -friends aj hamne jana weebly par apni website kaise banate hai hai umeed hai apko sare steps samjh aa gaye hai agr koi bhi dikat aye to ap hame comment kar puch sakte hai thoda samay nikal kar is jankari ko social media site par share jarur kare thanks jai hind